Tere Sofe Hain Afarangi, Tere Qaleen Hain Irani
Lahoo Mujh Ko Rulati Hai Jawanon Ki Tan Asani
Nahin Tera Nasheman Qasr-e-Sultani Ke Gunbad Par
Tu Shaheen Hai, Basera Kar Paharon Ki Chatanon Mein
Koi Zabt De Na jalal De
Mujhe Sirf Itna Kamal De
Mujhe Apni Rah Mein Daal De
K Zmana Meri Misal De
Teri Rehmaton ka Nazool Ho
Mujhe Mehnato Ka Sila Mile
Mujhe Maal-O-Zar Ki Hawas Na Ho
Mujhe Bas Too Rizq-E-Halal De
Mere Zehn Mein Teri Fikar Ho
Meri Saans Mein Tera Zikar Ho
Tera Khof Meri Nijat Ho
Sabhi Khof Dil Se Nikal De
Teri Bargah Mein Aaye ALLAH
Meri Roz-o-Shab Hai Yehi Dua
Too RAHEEM Hai Too KAREEM Hai
Mujhe Mushkilon Se Nikal De..!
Us Shaks Ko To Bichadeny Ka Saleka Nahi ” FARAZ” Jatay Hoe Khud KO Mere Pass Chor Gaya .
Faraz? wo ankhain jheel c gehri tu hain magar! un main koi aks meray nam ka nahin Asahqi sy uski usy bewafa na jan!! Aadat ki bat aur hai wo dil ka bura nahin
Maine jis shahkas ko phoolon se sajaya tha ?Faraz?!! Meray seene main usee shahkas ka kanta utra
Humaray baad nahin ay ga tumhain chahat ka asa maza ?Faraz?! Tum logon se kehtay phiroo gay mujhe chahao us ki tarah!
Unglian toot gaen pather tarashte tarashte ?Faraz?!! Aur jab bani soorat-e-yaar tu kharidar aa gaye..
Muhaasra – Nazam | Ahmed Faraz | mere ghanim ne mujh ko payam bheja hai
ki halqa-zan hain mere gird lashkari us ke
fasil-e-shahr ke har burj har manare par
kaman-ba-dast sitada hain askari us ke
Sitare Jo Damakte Hain Kisi Ki Chashm-e-Hairan Mein
Kisi Ki Chashm-e-Hairan Mein
Mulaqaten Jo hoti Hain
Jamal-e-Abr-o-Baran Mein
Kya Mere Siwa Shehar Mein Masoom Hain Saare
Warna To Tere Aeib Bhi Maloom Hain Saare
Sub Jurm Meri Zaat Se Mansoob Howy "Mohsin"
Kya Mere Siwa Shehar Mein Masoom Hain Saare
KHwab ki tarah bikhar jaane ko ji chahta hai
aisi tanhai ki mar jaane ko ji chahta hai
ghar ki vahshat se larazta huun magar jaane kyuun
shaam hoti hai to ghar jaane ko ji chahta hai
Chalo ab aisa karte hain sitaarey baant lete hain
Zarurat ke mutabiq hum saharey baant lete hain.
Mohabat karne walon ki tijaarat bhi anokhi hai,
Munaafa chhor detey hain khasaarey baant lete hain.
ik lafz-e-mohabbat ka adna ye fasana hai
simTe to dil-e-ashiq phaile to zamana hai
ye aur baat hai tujh se gila nahin karte
jo zakhm tu ne diye hain bhara nahin karte
Mat qatl karo awaz ko
har dil men utare jaate ho
ham log mohabbat vaale hain
tum ḳhanjar kyuun lahrate ho
Ab kahan dhoondhne jaoge hamaare Qaatil
Aap to qatl ka ilzaam hami par rakh do
Hum Dekhenge, Hum Bhi Dekhenge
Wo din ki jis ka vaada hai
Tu Shaheen hain Basera Kar Pahadon ki Chattano Par
Tu Shaheen Hai, Basera Kar Paharon Ki Chatanon Mein
Hasbi rabbi jallallah ma fi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad sallalla laailaha illallah
In Barishon Se Dosti Achi Nahi FARAZ,
Kacha Tera Makan Hai Kuch To Khayal kar.
Kisi ke baap ka HINDUSTAN thodi hai
Kiraaye daar hain zaati makaan thodi hai,
Tere Ishq Ki Intaha Chahta Hun (Bang-e-Dra)
Meri Sadgi Dekh Kya Chahta Hoon